Saturday, April 16, 2011

pyaar karne walle jara inteaha ke ranjo ranjish se wakip toh ho..
dukh ke salib mein doobi hue kasti ban ne se pehle jara toofaan se wakhip to ho..
gulab samaj ke jis kali ka tune damn pakda he use ke kaanto bhare hasraton se wakhip toh ho..
mar- mari lagne wali jis chaadar ka tune sahra liya he...uske ke kafan bhare saye se wakhip toh ho....
mar mar ke jine ke aisas se wakhip toh ho..

Saturday, April 9, 2011

aaj ke din ki dastaan hum se na puchoo...
kuch samay hum bade majboor the jindagi se door the..
lekin samay ke beth the hue lumahoo mein kuch chipa ta.. jis se mein behkhabar tha..
jab us waqut ka hum se did dar hua , mano sare gamoon lka sailab door hua..
kajal ki rhonak tumahare aankhoon se he...
humare laboon ki hansee tumare didaar se he...
jis waqut tum na ho,woh waqut humee gujara nahi...
bin tere ek pal bhi muje gawaara nahi...
phele mulakat ka sama kya rangeen tha...
phele baar unse guftgu karne ka ehsaas kya haseen tha...
jab jab un hone apne lavsoon se kuch bola ..tab tab mere dil ne muj se kuch bola...
agle mulakat ka phir se intezzar he.. unse guftgu karne ka phir se khayal he..
tere sath sath chalne ka dil krta hai kyun..
tuje baar baar dekhne ka dil krta ha kyun..
kash rastoon ki koi manzil na hoti ..
aur tuje dekhne ke liye samay ki koi pawandi na hoti..
sheshe mein jab khud ki aankoon ko tatolta hun ...toh tasveer kisi aur ki nazaar aati he..
jab aankoon ko band krta hue.. khambhakt phir se wohi nazaar aati he..
din aaj ka unke khayaloon mein gujra..
sone ki kafi koshish ki par band aankoon mein bhe unhi ka didar hua..
kal ki subh ka intezaar he.. jab woh milenge hum se ru ba ru..
phir bayaan karenge hale dil ka... kar ke unse kuch gufat tu gu...